Cover art for Akshath - nadaaniyan (Romanized) by Genius Romanizations

Akshath - nadaaniyan (Romanized)

May. 19, 20246 viewers44.6K views

Akshath - nadaaniyan (Romanized) Lyrics

[Intro]
Kaise tu gungunaaye, muskuraaye
Chhoti-moti baaton pe muhn fulaye?
Yeh nazakat
Meri aadat paas mujhe laaye
Nadaaniyan, nadaaniyan
Kheenchein mujhe nadaaniyan
Nadaaniyan, nadaaniyan
Pagal kare teri har adaa

[Verse 1]
Shaam-o-subah main teri yaad karoon
Tere khyaalon se main baat karoon
Teri nazar mein yeh kaisa nasha?
Teri awaaz mei yeh kaisa sukoon?

[Pre-Chorus]
Dil ke saare ishaaron pe
Bas tera hi naam hai

[Chorus]
Kaise tu gungunaaye, muskuraaye
Chhoti-moti baaton pe muhn fulaye?
Yeh nazakat
Meri aadat paas mujhe laaye
Nadaaniyan, nadaaniyan
Kheenchein mujhe nadaaniyan
Nadaaniyan, nadaaniyan
Pagal kare teri har adaa
[Bridge]
Aaja paas mere
Likhein sau kahaaniyaan (Kahaaniyaan)
Tu jo saath mere
Lage jahan paa liya (Paa liya)
Teri saanson mei beete har pal mera
Teri aankhon mei dekhoon har kal mera
Kabhi hona nahin door, oh, jaan-e-jaan
Zara paas toh aa phir se dohraa

[Pre-Chorus]
Dil ke saare ishaaron pe
Bas tera hi naam hai

[Chorus]
Nadaaniyan, nadaaniyan
Kheenchein mujhe nadaaniyan
Nadaaniyan, nadaaniyan
Pagal kare teri har adaa

About

This song bio is unreviewed
Genius Annotation

The writer, singer, and producer of ‘Nadaaniyian’ is Akshath Acharya, who became well-known on Instagram and is now the nation’s favourite singer. ‘Nadaaniyan’ was an impulsive song that he created for a reel. Once the reel went viral, he saw how much love he had. He decided to release an entire song 1.5 months ago. Now, ‘Nadaayian’ has become the artist’s one of the most popular songs, along with his other hits, ‘Saza,’ ‘Jadoo,’ etc.

Q&A

Find answers to frequently asked questions about the song and explore its deeper meaning

Credits
Release Date
May 19, 2024
Akshath - nadaaniyan (Romanized) Is A Translation Of
Tags
Comments